widget

Sunday, 24 May 2015

Jaan-o-Dil Hosh-o-Hwaas sabr-o-qarar to le chukay Ho


Jaan-o-Dil
Hosh-o-Hwaas
sabr-o-qarar to le chukay Ho...

Aur Bhi kuch Hai Tumhain 
Darkaar, k Bass...!!


Lafz Andhay Kabhi nahi h0te


Lafz Andhay Kabhi nahi h0te

B0lne wala S0chta he Nahi.

Baray Baray Daway Karna


Baray Baray Daway Karna
Bari Bari Aazmaesho'n Ko 
Dawat Daita Hai.

Gham-e-Ashqi Se Keh Do, Rah-e-Aam Tak Na Pohanchy


Gham-e-Ashqi Se Keh Do, Rah-e-Aam 
Tak Na Pohanchy
Mujhe Khof Hai Ye Tohmat, Mere 
Naam Tak Na Pohanchy..


Main Nazar Se Pee Raha Tha, k Ye 
Dil Ne Bad dua Di
Tera Haath Zindagi Bhar, Kabhi Jaam 
Tak Na Pohanchy

Jo Naqaab-e-Rukh Uthaya, To Ye Qaid 
Bhi Laga Di
Uthey Nigaah zrur Lekin, Dr-o-Baam 
Tak Na Pohanchy

Ye Adaa-e-Beniyazi, Tujhy Bewafa 
Mubarak!
Magr Aisi b, Be Rukhi Kia?
K Salam Tak Na Pohanchy..


Tuesday, 5 May 2015

Wohi Ranjishein, Wohi Hasratein


Wohi Ranjishein, Wohi Hasratein
Na He Dard-E-Dil May Kami Hui
‹{Hai Ajeeb Si Meri Zindagi, 
Na Guzar Saki, Na Khatam Hui‹


Tum Khud Ko Samajhte Ho Na Jaane Kya Kya


Tum Khud Ko Samajhte Ho Na 
Jaane Kya Kya.,, Hum Bhi Kuch 
Nahin Samajhte Tumhein Zindagi 
Ke Siwa...


Lutf-E-Manzil na sahi Hasrat-E- Manzil hi sahi


Lutf-E-Manzil na sahi Hasrat-E- 
Manzil hi sahi,
Yeh kiya kamm hai ke hum teri 
tamanna mein ..