widget

Sunday, 27 January 2013

koi to baat hai aakhir meri mehmaan nawazi men''


koi to baat hai aakhir meri 
mehmaan nawazi men''

k gham ek baar aate hain to  
phir wapis nahi jaate../

Tuesday, 22 January 2013

Chot kha k bhi kambakaht nahi toota..



Chot kha k bhi kambakaht 

nahi toota..


dil kisi roz dewar py dy marun 

ga.....||


Toot kar bhi dharkta rehta hai..



Toot kar bhi dharkta rehta hai..



dil jaisa koi wafadar nahi dekha,,,


Ijazat do to ik baat pochon



Ijazat do to ik baat',,,,,,,,,pochon. . . .


jo hum se sikhi thi wo ab kis se 

krti ho...???


Teri rasmi muhabbat ki mujhe hargiz nahi chahat.^^



Teri rasmi muhabbat ki mujhe 

hargiz nahi chahat.^^


rooh se rooh ko mila warna 

khuda hafiz.....#####


Talab muot ki karna gunaah-e kabeera hai..


Talab muot ki karna gunaah-e 
kabeera hai..


marny ka shoq hy tu aao tumhy 

ishq''  ki taleem do0n...+


Hathon main haaty liye baithe ho..



Hathon main haaty liye baithe ho..!!!



or maangte ho jane ki baat,,,,,,,

________Tum bhi na.............****


Tujh ko khabar nahi magar ek sadaa sun lo



Tujh ko khabar nahi magar ek 

sadaa sun lo''


barbad kr diya tere do din k 

piyar ny...+




Aaya na tujhe raas koi ghar bhi qafas bhi



Aaya na tujhe raas koi ghar bhi 

qafas bhi,,,


ab ay dil'e kamzarf kisi sheher 

mein bas bhi...



Mujhy hadsoon ney saja k bohut haseen bana diya,,



Mujhy hadsoon ney saja k bohut 

haseen bana diya,,


mera dil bhi jesy mahnidiyo say 

racha hua dulhan ka hath ho..*

Main wahan hun jahan jahan tum ho...


Main wahan hun jahan jahan 
tum ho...



tum karo gay kahan kahan 

guraiz....*


Ess sheher ka hr shaks rye-kaar mily ga


Ess sheher ka hr shaks rye-kaar 
mily ga



jurrat hy to es baat ki tardeed 

main bolon,..//


Bari dair se hai safar jari


Na zameen hai meri qarar 
gaah'na falak hai,,


manzil'e jazba'e dil' bari dair se 

hai safar jari


mera teri yad se teri zaat tak....!!!

Husan ka aik vaar na seh saka....



Husan ka aik vaar na seh saka....!


doob marny ki baat hai ay dil.....!

Monday, 21 January 2013

Han main who hi shaks hon,,,


Han main who hi shaks__ hon,,,


dil main jis ky koi tamana nahi 
baqi..+

Aj us ne ajeeb swal kiya...!!!


Aj us ne ajeeb swal kiya...!!!


Mujh pe mrty ho to zinda q 

ho,, 

Batao kaisi lag rahi hai judai ki yeh shaam,,



Batao kaisi lag rahi hai judai 

ki yeh shaam,,


ghuroob hota huwa kaisa lag raha 

hoon main''





me+y0u=nEvEr

Mujh py wajib hai aansoun ki zakaat



Mujh py wajib hai aansoun 

ki zakaat..
,
,
gham ki dolat sy mala maal 
hoon main..


Uski nazron ka khumaar ,,



Uski nazron ka khumaar ,, 

ufff.....!!!!!!!!!


yaqeen karo,,,!!! dil na dety 

to jaan chali jati,,,


Tuajub hai k is ishq'o aashiqui se




Tuajub hai k is ishq'o aashiqui 

se ab


bhi kuch log dhoka kha rahe 

hain'''''