widget

Friday, 5 April 2013

Jama Punji Yehi Hai Umer Bhar ki



Jama Punji Yehi Hai Umer Bhar ki,



Meri Tanhayi Aur Mera December...!!!!!!


Ek Had Me Saath The, To Be-Had Qareeb The



Ek Had Me Saath The, To Be-Had 

Qareeb The,


Be-Had Huye To Qurb Ka, Qissa Hua 

Tamaam.



Ab wahan yaadon ka bikhra hua malba hi to hai



Ab wahan yaadon ka bikhra 

hua malba hi to hai,


Jis jagah Ishq ne buniyaad- e -

makaan rakhi thi...



Us Shakhs Ne Aankhon Se Tableegh Hi Youn Ki



Us Shakhs Ne Aankhon Se Tableegh Hi 

Youn Ki,


Ki Main Bin Soche Mohabbat Pe Emaan 

Le Aaya.


Teri surat ko jab se dekha



Teri surat ko jab se dekha,



Meri aankhon pe log mar 

mite..!!


Utra hai Kuch Iss Adaa se Rag-o-Jaan Mein




Utra hai Kuch Iss Adaa se 

Rag-o-Jaan Mein,


Aik Shaks ne Saari Hayaat 

ka naqsha badal diya..!!


Duaon me Meri Yun to Bohat Taaseer Hai Lekin


Duaon me Meri Yun to Bohat 
Taaseer Hai Lekin,


Main Khuda se or kya Mangoon, 

Swaal-e-Yaar se Pehle??



Yun tu ham zaat main apni gum the



Yun tu ham zaat main apni 

gum the,


Sach meger yeh hai yahan 

bhi tum the..!!



Bahut Ehsan Hai Teri Un Nafraton Ka Mujh Par



Bahut Ehsan Hai Teri Un Nafraton 

Ka Mujh Par,


Tujh Se Mili Thokar Ne Mujhe 

Sanbhalna Sikha Dia.


Zindagi mein jo kabhi maangi thi apne liye



Zindagi mein jo kabhi maangi 

thi apne liye,


wo tamaaam duaien tumharay 

naam karta hoon..!!



Shohrat ki Bhook ham ko kaha le kar Aa gayi



Shohrat ki Bhook ham ko kahan 

Le kar Aa gayi,


Ham Mohtaram huye bhi to 

Kirdaar Bech kar.



Jis din wo kahe mujh ko gallay apne laga lo



Jis din wo kahe mujh ko gallay 

apne laga lo,


Wo roz, roz-e-eid ho, wo shab,

shab-e-baraat..



To Agar Mery Dil Py Hath E Rekh Day To



To Agar Mery Dil Py Hath E 

Rekh Day To,


Toot'ti Saansein Kuch Dair 

Sambhal Jati Hain....




Suno Ae Chand see Larki


Suno......! Ae Chand see Larki Abhi tum 

titliyan pakro

Ya phir masoom c ankhon se  khuwab 

dekho tum

Faraz-o-Faiz-o-Mohsin ki kitaben mt 

abhi parhna Ye sb lafzon k shayar hain

Tumhe uljha k rakh denge


Tumhe maloom he kb hay Mohabbat k 

libade main

Hawas or Hirs hoti hay Ye insanon ki 

duniya hay

Magar in se kahin barh kar yahan wehshi darinde hain


Wo wehshi jin ki Ankhon mai machalte

 Pyar k peeche

Hawas or Hirs hoti hay.. Abhi Kachi kali

ho tum

Abhi kanto se mat khelo Abhi apni hatheli 

par kisi ka naam mat likho

Abhi apni kitabon mai gulaabi phool mat

rakho tum

Abhi shairon mai mat uljho Abhi to umar

baqi hay

Abhi khud ko Sanbhalo Tum Abhi mat gun’gunao tum


Abhi se ISHQ mat socho. . . . .???


Abhi sub Bhool jao TUM.. . . . .!!



DECEMBER Aaj Bhi Apnay Assa'sy Sath Laya Hay


DECEMBER Aaj Bhi Apnay Assa'sy Sath 
Laya Hay,

Wohi Tewar,Wohi Afsurdgi'Aur Sard Sa 
Lehja....!

Band karo Ye Sher-o-Shayari


Band karo Ye Sher-o-Shayari, Band karo 
Ye Chubhty Alfaaz...

Saaf Saaf kyun Nahi Kehte Ke Tume Ishq Hai..???

Faqat Tere Ruswaiyon Kay Darr Say Khamosh Beithe Hain.


Faqat Tere Ruswaiyon Kay Darr Say Khamosh Beithe Hain.

Agar Likhne Pe Aa-Jayen To Qalam Se Sarr
Qalam Kar De...!!

Thursday, 4 April 2013

Zeest Ki Is Kitaab Mein Jaana



Zeest Ki Is Kitaab Mein Jaana......

Zikr Her Baab Mein Tumhara Hai...!

Uss main mujh mein Ehed hua tha

                     

Uss main mujh mein Ehed hua tha'+
ik doojy ko bhoolany ka'''

us ny qol nibhaya pura'' Main Eeman
ka kacha nikla,,

Meer'o Gaalib Faraaz '' Qateel shehdaai lagte hain apnE


Meer'o Gaalib Faraaz '' Qateel shehdaai
lagte hain apnE'''

Un k Ashaar me biyaan hy qesy hamari
muhabbat k,,,