Friday, 31 May 2013
Kehne Ka Main Jab Be Irada KartA Hon
=Kehne Ka Main Jab Be Irada
KartA Hon=
=Mere Bolne Se Qabl hi=
=Ek Dard Angrai Le Kar=
=Bedaar Ho Jata Hai=
Phir!!!!
=Na Dil Sanbhalta Hai=
=Na Anso Rok Pati Hon=
=Main Tum Se Kuch Kehna
ChahtA Hon=
Magar!.! ! .!
=Ab Yun Lagta Hai Mujhe=
=Ke Main Khabi Bi Tum Se=
=Kuch Na Keh Pahon GA=
=Tum Kisi Aur Ke Ho Jao Gi=
=Tum Kisi Aur Ke Ho Jao Gi=
=Mein Tanha Reh Jao Ga=
sirf muje MOHABAT ki saza kyun di gai
Sirf muje MOHABAT ki saza
kyun di gai
kyun mujh per se sub ka barosa
uth gaya
kyun mere baat per kise ko yaqeen
nahi hai
main to her rishta naata tore chuki
thi sub se
kyun mujhe apne hi ghar main
qaidi ki zindagi guzarni pari
kyun mere apne bhi mera saath
chore gaye
aur jinhain main ne apna samjha
woh bhi muje tanha chore gaye
phir kyun mujh per ilzam bewafai
tak k lagaye gaye
kyun muje is qadar bebus o majboor
ker diya gaya
main apne dil ki baat kis ko bataon,
kis se karon
sub ne mujhe is qadar paraya ker
diya, tanha ker diya
jin baaton ko main bhula chuki
kyun mujhe woh baatain yaad
kerwai gain
sirf mujhe MOHABAT ki saza kyun
di gai...
SAd HeARt
Woh kehti thi suno jana
Woh kehti thi suno jana.......!!
Tumhara yh lauballi pan mujy takleef
deta ha.....Mujy yh tor deta ha...
Meri sochoon ki wausaat ko ajab ik mor
deta ha....Mujay Jhanjhoor deta ha
Woh kehti thi suno jana......!!
Tum apny ird gird dekho.K log kitnay
paicheeda hain chehray kitnay sanjida
hain aur tum bholay say ho...
Na tum ko fikr ha koi na judai say dar lagta
ha..
Woh kehti thi suno jana,,,,,!!!
Tum muj say door mat jana tumhain dunia
nigal ly gi...
Mujy Us dum Yh batain...
Yaqeenan Booj lagti thien...
Magar ab main yh kehta hoon...
Ay meri zaat ko tameer karny wali mujy muj
sa banany wali mujy tameer karny wali..
kabi jo meray lafz parh pao tu itna jaan lena
k''Jab say tum say Bichra hoon..
Bohat ranjida ho gaya hoon
Main ab sanjida ho gaya hoon...
SAd HeARt
AISA KYUN HOTA HAI
jab insaan galat rah per chal perta hai
use nikalne k liye raasta chahiye hota hai
use nikalne k liye sahara chahiye hota hai
AISA KYUN HOTA HAI
use nikalne ki bajaye use taane diye jate hain
us ka saath dene ki bajaye us per pabandi laga
di jati hai use ghar main band ker diya jata hai
AISA KYUN HOTA HAI
use zaleel o ruswa kiya jata hai
use zinda laash bana diya jata hai
us ki hansi cheen li jati hai
AISA KYUN HOTA HAI
us ki aankhon main aansuu de diye jate hain
us ka haath kise aur k haath main de diya jata hai
use jeete jee zinda dargor ker diya jata hai
AISA KYUN HOTA HAI.....
Ussy Kehna Ye Dunia Hai.!
FrOm mY PerSnNaL DiArY...../
*..HEarT tOuChiNG GhaZaL..*
Ussy Kehna Ye Dunia Hai.!
Yahan Hr Morr Pe Aisy Boht Sy Log
Milty Hain.!
Jo Andar Tak utarty Hain.!
Ab'bad Tak Sath Rehny Ki.!
uNokhey Dard Sehny Ki.!
Hamesha ßaat Krty Hain.!
Ussy Kehna Ye Dunia Hai.!
Yahan Hr Shaks Matlab Ki.!
Hadon Tak Sath Chalta Hai.!
Jonhi Mosam ßadlta Hai.!
Dosti K Sabi Daway.!
Sabi Qasmen, Sabi Wady.!
Achanak Toot jaty Hain.!
Ussy Kehna Ye Dunia Hai.!
Yahan Hr Morr Pe Apni.!
Sada Ankhen Khuli Rakhna...
Rat k kisi pehar jab tumhri yad Aye
SuNo GurIYA......""!!!!!
Rat k kisi pehar jab tumhri yad Aye
Tu butao mujhy main kiya karon?
Tume methi nend se jaga don
Ya tumhray Seenay pe sar rakh don?
Tumhri Gehri band Ankhon ko kholon
Aur Un main Sama Jaon
Ya tumhain bina Ankhain Jhapkay
dekhta rahon
K kahin ye khawab toot na jae
K tumhra sath chot na jae
Suno mujy tumhry sath guzira ek lamha b bhulana gawara nhi
Suno
Utho aur Ek Bar Mujy Ankh bhar k Dekho
Aur Mujhse kaho k Tm Sirf Mere ho...
Tuesday, 28 May 2013
Ik jabar hy ab ehsas-e-wafa
Ik jabar hy ab ehsas-e-wafa b ye dil
me bansana theek nahi ab saaz-e-dil
afsurda
pr is geet ko gana theek nahi
Tum bhool chuky ye sb behtar
Tum choor chaly ye or Acha
khwabon me mgr majboron ke
ye aana jana theek nahi
Keh do k nahi hum mil skty
keh do k koi majbori hy lekin ye
labon tak la la kr baton ko chupana
theek nahi
Ae shooq-e-junon ab baaz b aa
kuch maan b ly tu mera kaha
jo jaan k b anjan bany
gham usko sunana theek nahi
ab choor b do deewana'pan
ab bhol b jao maazi ko ae shams
ye pal pal khalwat me ashkon ka
bahana theek nahi
Subscribe to:
Posts (Atom)