widget

Thursday 10 July 2014

Sawal e Wasal pe Wo galiyan


Sawal e Wasal pe Wo galiyan 
hi dain lekin.
Koi to baat thehar jaye Guftugu 
ho kr.
.
Hamari Jazb e Muhabbat ko 
dekhna Qatil.
K reh gya Tera Khanjar, Rag e 
Glu ho kr.
.
Butto'N k khof se dar dar k reh
 gya hu Main.
Hazar martaba Aamada e Wuzu
 ho kr.
.
Hua hu Mai bhi ab ay DaaGh 
apna Dushman aap.
Zamana dost hai uska Mera Aduw 
ho kr...



No comments:

Post a Comment