widget

Wednesday, 23 April 2014

Kaun kehta hai k rishte


Kaun kehta hai k rishte 
sirf khoon ke hote hai..

Jao jake kehdo unse..
k agar apke dil me kisi ke 
liye pyar ho..

Dimag me use samajhne 
k kabeeliyat ho..
Aur maan me uske liye 
tehzeeb ho..

To phir us shaksh ko apna 
kehne ke liye kisi rishte ki 
zaroorat nahi hoti..



No comments:

Post a Comment