Main tanha tha Manzil manzil
bhatak raha tha
Tanhayi ka bojh uthaye Dil main
apna dard chupaye
Main tanha tha Yun hi ek din,
chalte chalte Husan ka jalwa
samne aya Behad rangeen behad
sada
Sansoon main sandal ki khushbo
Us main tha kuch asa jado Yun
mere ehsaas pe chaya
Us ki nazar se roshani le kar
Main ne dil ka shahar sajaya
Main ne husne rah bhara kar
Apna use mehboob banaya
Main ne us main kya kuch dekha
Main ne us main kya kuch paya
Main yeh baat bataoun kaise
Lafzoon ki zanjireen us k husan ko
Main pehnaoun kaise hoooo
Mera mehboob hay Gulrang
nazaroon ki taraa
Us ki har sans mehkti hay
Baharoon ki tara Muj pe us
shokh ki inayat hay
Haan yeh fasana naheen
Haqeqat hay Phool kahta hay
k main us ki adayeen le loun
Saaz kahta hay k main us ki
sadayeen le loun Jo chamakta
hay hazaroon main
Sitaroon ki tara Mere dil main
ushi ki chahat hay Saadgi main
bhi woh kiyamat hay
Husan ki baat ho jab Us ka hi
naam ata hay Us ki nazreen jo
utheen Tour main jaam ata hay
Surkh honton pe tabasum hay
Shahraron ki tarah..
No comments:
Post a Comment