Garam tapti dopahar hai Meri
Zindgi Mehe patrili dagar hai
Meri Zindgi
Rasto ki kuch khabar, na manjilo
ka pata Ek anajana safar hai Meri
Zindgi
Har ghadi, har pal sataye, patharo
ka darr jisse Woh chamakta kaanch
ghar hai Meri Zindgi
Hai beetab padhne ko jisse sara
jahan Aaj ki tazza khabar hai Meri
Zindgi
Ek khushfehmi ha jisse Zindgi kehte
hai log Uska bus ehsaas bhar hai
Meri Zindgi
Chahe ho agni pariksha, ya ho
chausar ki bisaat
Har jagah dau par hai Meri Zindgi,,
No comments:
Post a Comment