widget

Sunday 2 February 2014

Meri mohabbat k dono alam


Meri mohabbat k dono alam
Tmam roshan tmam muhkam

Mai yaad krna bhi janta hun
Mai yaad ana bhi janta hun

Nazar nazar mai hai kamyaabi
Qadam qadam pe hai kamrani

Magar koi muskra k dekhay to 
haar jana bhi janta hun,,,

No comments:

Post a Comment