widget

Wednesday 12 March 2014

Roz taaron ki numayish mein


Roz taaron ki numayish mein khalal 
parta hai,
Chand pagal hai andhere me nikal parta 
hai,

Ek deewana musafir hai meri ankhon 
mein
Waqt be-waqt Thehar jata hai chal parta 
hai.
Apni tabeer ke chakar mein mera jagta 
khawab Roz suraj ki tarha ghar se nikal 
paRta hai

Roz patthar ki himayat mein ghazal likhte 
hain Roz sheeshon se koi kam nikal parda 
hai,
Uski yaad aayi hai sanso zara ahista chalo
Dhadkano se bhi ibadat me khalal padta 
hai.

No comments:

Post a Comment