widget

Thursday 1 May 2014

Baray nazuk doar say guzer rahay hain


Baray nazuk doar say guzer 
rahay hain hum sukon ki talash 
main awara bhutuk rahey hain 
hum

Zindagi main chahey khosyan hon 
ya ghum moat say humkinar hon,
khyal yeh jhutuk rahey hain hum

Apnay fislon kay khoklay pun ka 
ahsas hey sans a rahi hey phir, 
qun daar per lutuk rahey hain hum

Azmaish ki ghari ka taluk kya 
naseeb say manzil na mil saki gur,
ab khutuk rahey hain hum..

No comments:

Post a Comment