widget

Friday 21 June 2013

Wajood apna, na rooh apni Bas ik tamasha


Wajood apna, na rooh apni Bas 
ik tamasha ye Zeest thehri, Na 
dil'lagi mein sakon paia,


Na ashqi mein qarar paia Na 

wasl lamhy hi raas aaye,


Na firaq hi hum guzar paey Ajab 

ye chaht k marhaly 
hain,Na jeet paey, na haar paey,


Na hi yadon ki dhund utri,Na dil k 

daman ko jhar paye,


Na ankhein khawbon ko dhond 

paien,Na khawb ankhon ko dhond 
paye,


Bs ik tamasha ye zeest thehriNa 

Wajod apna, Na rooh apni..!!



No comments:

Post a Comment