widget

Wednesday 30 April 2014

MuHabbat Ka Meri MujH Say


MuHabbat Ka Meri MujH Say 
Hisab Mangta Hai
Tamam Umer Ka MujH Say 
nisab Mangta Hai

Jin Logoon Ko Main Janta 
naHin
Un Logoon Kay MujH Say 
Alqaab Mangta Hai

Us Kay Qadmoon Main 
KHusHioon Ko DHair Ker Diya
Pagal Un CHeezon Ka Jawaz 
Mangta Hai

Hazar Bar KaHa Sirf Tum Say 
Pyar Hai
Meray Pyar Ka MujH Say Iqrar 
Mangta Hai

Hur Sawal Kay Jawab Ko Jantay 
Huay BHi
Apnay Hur Sawal Ka Jawab 
Mangta Hai

Ajeeb SHaks Hay KHusioon Ko 
Daman Main Lay Ker
KHusHioon Ki BHeeg Sir-E
Bazar Mangta Hai

Hum Mout Ki DeHleez Per Hain 
Janta Hai Jana Hai Hamain
Pagal Hay Hamaray Ruknay Ki 
Dua Mangta Hai...

No comments:

Post a Comment