widget

Tuesday, 29 April 2014

Nukta cheen hai gham-e-dil uss ko sunaye


Nukta cheen hai, gham-e-dil 
uss ko sunaye na bane
kya bane baat, jahan baat 
banaye na bane

main bulata tau hun uss ko, 
magar aye jazba-e-dil
uss pe ban jaye kuch aisi, ke 
bin aaye na bane...