Gulzar'E hast-o-boo na
begaana waar dekh
hai dekhane ki cheez ise
bar bar dekh
aaya hai to jahan mein misal'E
sharar dekh
dam de najaye hasti'E naapaaye
daar dekh
mana ke teri deed ke qabil nahin
hoon main
tu mera shauq dekh mera intazar
dekh
kholi hain zauq'E deed ne
Aankhein teri to phir
har rahaguzar mein naqsh'E
kaf'E paay'E yar dekh..
No comments:
Post a Comment