Meray dil kaa ayena bikhra
hua, toota hua!
iss main tujh ko aye gaa ab
nazar kiya?
Main to dorra thaa teri talash
main
yay kahaan aya hoon? mujh ko
khabar kiya?
Chahtoon ke beech main hain
faslay
chahtoon kaa ho gea hay hashar
kiya?
Ab raha jaata nahi, bolloon gaa
main
taa abad karna parray gaa sabar
kiya?
Chahta thaa piyar kee barish teri
mujh say hee rootha hua hay abr
kiya?
Teri mehfil main sabhee
puhanchay huay
mujh pay hee chalta hay tera jabr
kiya?
Aakhri moqqa hay milnay kaliay
dekhain piyar kee hay qadr kiya?
No comments:
Post a Comment